f

Keel Mahasay aur Daane (Acne and pimples) Kay Elaj Kay Totkay

Keel Mahasay aur Daane (Acne and pimples) Kay Elaj Kay Totkay


Sun balogat ke agaz me girls or boys dono ke face pr barik barik surkh Keel Mahasay aur Daane (Acne and pimples) nikalna shuru ho jate hain jin me baz oqat puss bhi bhar jati hai. in dano ko acni (kil mahase) kaha jata hai. in dano ke sab se bara nuqsan ye hai k chehre pr siyah dag chor jate hain jo boht badnuma malom hote hain. Chikni jild pr acni aam tor pr zyada nikalte hain. Jin logon ki jild chikni ho or acni nikalte hon unhen chahye k apne chehre ko kam az kam 10 12 dafa saf pani se dhoen or kam az kam 8 se 10 glass pani rozana pien. Is ke elawa acni jild ki boht si causes ho sakti hain jin me se chand ek bayan ki ja rahi hain..Mithi ashya maslan chocolate, mithai wagera khane se..Jism me khon ki kami.Nind ka pura na hona.Namunasib khurak maalan tali hui ashya, dair se hazam hone wali ashya or tez mirch masale wale khane se.Kam pani pine ki waja e jism me pani ki kami waqa ho jati hai jo k acni ka sabab banti hai.Chehre ki safai ka khayal na rakhna or chikni jild ko bar bar na dhona.Warzish na karne ki waja se chehre ke masam band ho jate hain jis se jild pr kil mahase wagera nikal ate hain.
Keel Mahasay aur Daane (Acne and pimples) Kay Elaj Kay Totkay

mardana kamzori ka ilaj shadi course

hakeem imran kamboh

keel muhase treatment,dane khatam karne ka tarika,keel mahasay tips in urdu,dane khatam karne ki dua,dane khatam karne ki tips in urdu,keel muhase ka ilaj in urdu,keel mahasay in english,chehre k dane khatam karne ka tarika,dane khatam karne ka tarika in urdu,dane door karne ka tarika,danay khatam karne ka tarika,dane khatam karne k totkay,dane khatam karne ki tips in urdu,danay khatam karnay,chehre par dane in urdu,blackheads khatam karne ka tarika



0 comments:

Post a Comment