Anjeer Aik Behtreen Khudai Tohfa
Anjeer(Fig) ki paidawar Iran, Afghanistan, Italy, aur dunya key bohat sy countries mein hi ki ja rahi hai. Arabic mein anjeer ko teen English mein fig kehte hain. Anjeer key darakht par saal mein 2 times fruit paida hota hai. Is ki do iksam hoti hain. Aik anjeer kalan jab keh doosri anjeer khord kehlati hai tahum anjeer kalan ko ziadah behtar aur moassar kheyal kia jata hai go lar key phal ki tarah is mein bareek aur buhat chote chote gol dane hote hain.
0 comments:
Post a Comment