f

kamar dard joron ka dard uric acid ka ilaj

kamar dard  joron ka dard uric acid ka ilaj


toadays most of ladies are suffer from kamar dard  joron ka dard uric acid laikn is ki wajah kiya hy kamar dard  joron ka dard uric acid aksar 25 years sy oper he mard wa khawateen ko hota hy is ki bunyadi wajah yeh k jab stomach ki ratoobat had sy zayada khuski paida kar k asab aur pathoon ko khusk kar daitee hain jis ki wajah sy pathoon mian akraoo aur sojan aa jati hy aur dard start ho jata hy aksar dilervery k bad kamar dard  joron ka dard uric acid ki cause blood ki kami.naqas khorak aur munasib look after na hona hy yahan main jo nuskha bataby ja raha hoon woh kamar dard ko to thek kary ga is k sath sath stomac aur uric acid ko b thek kary ga

[caption id="attachment_868" align="alignnone" width="1282"]kamar dard joron ka dard uric acid kamar dard joron ka dard uric acid[/caption]

hakeem imran kamboh.jpg

کمر درد جوڑوں کے درد اور یورک ایسڈ کے علاج کے اردو میں نسخوں کے لیئے یہیاں کلک کریں

4 comments:

  1. In ka wazan kitna ho

    ReplyDelete
  2. har aik 50 gram

    ReplyDelete
  3. Mohammed m burney27 December 2015 at 13:20

    Iska parhez kiya hai janab mujhe uric acid ki prblem hai. Aour tention bhi behad hoti hai

    ReplyDelete
  4. Namak meat fish and egg

    ReplyDelete