Jaryan kay asbab aur desi ilaj
jaryan ki wajha kiya hy sub sy pehly to is ki wajha batata hoon.bari wajah hy musht zani,stomach ki khrabi,shrab noshi,blue movies ka dekhna,liver ki garmi,masana ki garmi,zayda ghost khana,zayada tea peena,mani ka patla pan yeh sab jaryan kay aam asbab hain.first of all app jaryan ki cause search karin us ky bad app cure ki taraf aain.jaryan ka ilaj k wasty main app ko asan herbal remedies batany ja raha hoon woh yeh hy
asgand nagori,stawar,salab misree,talmakhana,ghookhroo,har aik 5 tola misree 25tola sab herbs ko achi tarha grind kar k pees lain aur glass bottel main save kar lain half table spoon at morning before meal and hakf table spoon at night with half warm milk
[caption id="attachment_2227" align="alignnone" width="1280"] desiherbal.com-Jaryan kay asbab aur desi ilaj[/caption]
i have jaryan
ReplyDeleteisee nuskha ko istamal karo bhai
ReplyDeleteYe Nuska kitna din istemal krna ha.
ReplyDeleteKia ye nukhsa tayar nai mil sakta
ReplyDeletemill jai ga call karin 03046539899
ReplyDelete40 days
ReplyDeleteaoa .. mjy 4 saal se ehtalam ka masla hai har dawai li hai nuska wagera.. ap please is ka koi hal bta den shukria . Allah pak apko khush rakhen ameen
ReplyDeleteاسی نسخہ کو استعمال کریں
ReplyDeleteAssalam o alaikum hakeem sahb
ReplyDeletemujhy qatron ka masla hai kya is ka hall hojay ga plz tell me..?
app is website sy jaryan ka nuskha istamal karin
ReplyDelete