Adrak ky Lajwab Fawaid
Adrak ky Lajwab Fawaid to apni jaga magar yeh bohat say amraaz ky liye mufeed ha, stomach ko drust karti hy.Bhook barhati ha 0r Sardi, Nazla, Zukam
, Galay Ki Kharash ky liye bi mufeed hai.Mashor kahawat hai ky insaan wo hi hai jo who khata hai, agar kisi jaga kay rahnay walay machli ka istmal ziada kartay hai to un ka dimag taiz ho ga, agar gundum zaida khatay hai tou un mey garmi ziada ho gi ,aur agar pani zaida peetay hai tou unki jild zaida saaf ho gi. Khoraq jo bhi khaie jai magar yeh hamara maiday (stomach) hi hai jo us khoraq ko process kar kay hamaray istamal kay qabil banata hai or agar yeh maida yani stomach sahi kam na karay tou phir kisi kism ka kam bhi nahi ho pata or jism bhi kamzoor hona shuroo ho jata hai.
[caption id="attachment_1198" align="alignnone" width="1080"] hakeemimran.com- Adrak ky Lajwab Fawaid 1[/caption]
مزید جڑی بوٹیوں کے متعلق جاننے کے لیئے یہاں کلک کریں
Adrak ky Lajwab Fawaid ya totkay
adrak ke faide in urdu,adrak ke nuksan.,adrak ki chai for weight loss.,adrak ke fayde in hindi.,adrak ka kahwa.,adrak khane ke fayde.,adrak se wazan kam karna,adrak benefits in urdu.,adrak benefits in hind.i,adrak aur joron ka dard,adrak sabzi hy ya fruit,,adrak ky ghizai faidy,adrak ka mizaj,kiya adrak garm hota hy,
ادرک کے فائدے, ادرک کا طریقہ استعمال, ادرک کا مزاج کیا ہے
Hakeem sahib mere right side k kaan ki samaat kum ho gai he iske liye koi nuskha irshaad farma dein bari meharbani ho gi
ReplyDeleteis main roghan e badam k 3 drops daily dalin
ReplyDeleteAsslsmoAlicum
ReplyDelete